Meditation 2015

OSHO2015Thursday, January 01, 2015

Blog ke Madhyam se me kewal yhi aap logo tak messege phuchana chahta hu. Jitne bhi mitra hai Samsth Osho Parivar.Apne Dhyaan ke Anubhavo ko Share kare. Dhyaan me aane wali pareshaaniya bataye.Kaunsi vidhi karke kya abhubhav mila ye share kare.Kyuki bht se sadhak hai Jinko kai pareshaniyo ka samna karna padta hai. Jo Dhyaan me naye hai Dhyaan kese karna hai kaunsi vidhi karni hai kya sahi rhega is tarh se to agr aap  sabhi log apni pareshaaniya aur anubhav share karenge to aapki share se dusro ko maddad milegi.

Read the rest of this entry »